Powered By Blogger

Search This Blog

Saturday, May 29, 2010

43-tassawwur



Zameen ke tumhare mahalon par

Kiye jaao gumaan tum

vaastha nahi hamaara farsh ki deewaaron se

hum taalukh rakhte hain, arsh ke nazaaron se


udta hai parinda ya martha hai

zameen pe tumhare tiktha nahi hai


Khaak samajhte hain useh hum,

jise tum zindagi ka maqsad banaye phirte ho

Kis baat ka gumaan hai tumhe

naseeb nahi jo kwaab mein bhi tumhe

woh jannat dekhe hain humne tassawur mein…………….

1 comment:

  1. Bahut achchi terah aapne zameen ke mahalon aur aasmaan ki khubsurati ko compare kiya hai....dilwalon ke liye aasmaan ki khubsurati se badhkar mahalon ki deewatren nahi hoti.....jo maja khule aasmaan mei udane mei hai, wo mahal ki char-deewaron ke under kahan...
    'tumhare khwab mei bhi wo jannat dekhna naseeb hai jo hamne tassawoor mei dekhe hain.'

    Bahut khoob ...

    ReplyDelete